Hangszerek
Ensembles
Genres
Zeneszerzők
Fellépők

KAILASH KHER. Tu Jaane Na. Zeneszám

kaise batayein q tjhko chaahein yaara bata na paayein
baatein dilo ki dekho jo baaki aankhein tjhe samjhayein
tu jaane na - 4
milke k hum na mile tmse na jaane q, meelon k h faasle tmse na jaane q
anjaane h silsile tmse na jaane q, sapne hain palkon tale tmse na jaane q
kaise batayein q tjhko chaahein yaara bata na paayein...baatein dilo ki dekho jo baaki aankhein tjhe samjhayein
tu jaane na - 4
nigahoon mein dekho meri jo h bs gya woh h milta tmse hubahu
jaane teri aankhein thi ya baatein thi vajah
hue tm jo dil ki aarzo
tm paas hoke b tm aas hoke k. ehsas hoke b apne nai
aise h hmko gile tmse na jaane q, meelon k h faasle tmse na jaane q

tu jaane na - 4
khayalo mein laakho baatein yun toh kahe gya, bola kch na tere saamne
hue na begaane b tm hoke aur k
dekho tm na mere hi bane
afsos hota h, dil b yh rota h, sapne sanjota h, pagla hua
soche yh hum the mile tmse na jaane q, meelon k h faasle tmse na jaane q
kaise batayein q tjhko chaahein yaara bata na paayein
baatein dilon ki dekho jo baaki yaara bata na paayein
tu jaane na- 14

Legutoljára keresett